AMAN     

                                                                    PEHLA BAAB

3rd PEARA GRAAAF,

Us din ke bad us ne gaon mein ana jana band bilkul band kar diya, wo kaabi gaon ki mandi bi nazar na atta tha, wo ek khalwat psand zingi basar karne laga, daan ke qareeb apni jhonpdi yaani apne goshaa afiyat mein muqeed ho kar beth gaya,

Gaon mein us ke mutaliq ajeeb o ghreeb Kashanian+ mashoor ho gaien, un larkon jo dhhor dangar sadak se door charaya karty thy biyan kiya ke ek sham ko jab roshni maand paad rahi thi unhon ne parakuofi ko apni bivi ko goud mein uthae howe tatar tily ke qareeb dekha tha, us ne apni bivi ko purani chttan ke sath bitha diya tha,wo khud us ke qareeb beth kar meaidan ki taraf dier tak takta raha tha, wo ikathy bethy howe younhi takty rahy thy, hatta ke soraj ghroob ho gaya, aur parra kuofi apni bivi ko apne kuot mein lapait kar apne ghar wapis ly aya,